mirza Ghalib
Ghalib sharab peene de masjid mein baith kar
Ya woh jagah bata jahan Khuda nahi
Allama Iqbal
Masjid Khuda ka ghar hai, peene ki jagah nahi
Kafir ke dil mein ja, wahan Khuda nahi
Ahmed Faraz
Kafir ke dil se aaya hoon yeh dekh kar Faraz
Khuda maujood hai wahan, usay pata nahi
Wasi
Khuda to maujood duniya mein har jagah
Tu Jannat mein ja, wahan peene se mana nahi
Saqi
Peeta hoon saqi, gam-e-duniya bhulane ke liye
Jannat mein kaun sa gham hai, is liye wahan maza nahi
Ye Urdu shayari duniya ki azeem shaayari ka hissa hai.
— Faiz Ahmad Faiz
Great 👍
ReplyDeleteWah wah..
ReplyDelete